Chalo is diwali kuch naya kartein hain...


Chalo is diwali kuch naya kartein hain...

Apni purani cheezon ko jama kartein hain,
Girl friends aur biwiyan rehne do 
baki sab kuch saath rehne do
Biwiyon ko Lakshmi ka Avtaar kaho
bhale hi girl friends ko pura karobar kaho

Doston laut kar kisse ghar nahi jaana hai
ya kal se khud khaana banana hai
ye sab abhi kuch minton mein tay ho jaana hai
Jab aapne meri kavita ko angutha dikhana hai

Bhale hi angutha mat dikhao par lakshmi ko saath rehne do
AAj kal girl friends ko sabke aaspas rehne do...
kafi uljhanein sulajh jayengi
jitni wapas gayi hongi sab palat aayengi

baaton ka kya hai yahan badti jayengi
Biwiyan Lakshmi aur Durga ka avtar leti jayengi
aur girlfriends sab rambha menka kehlayengi
Jaha saundarya ras pradhan ho jaata hai
waha saahiel bharadwaj damroo ho jaata hai.....

Enjoy this is my Choti diwali par bada rocket launcher hai-Jaise hi ise update karunga aasman pe aatish baziyon ka ek ghante ka program shuru ho jayega!

Comments

Popular Posts