Maa

Mai kabhi kuch nahi banta
agar maa saath na hoti

Muqqadar ho na ho par maa rahe
khuda rahe na rahe maa rahe

koi ho na tumhara kahin
to ghar aake maa pe pass baitho

Apne Khuda ke, muqqaddar ke saath baitho!

Comments

Popular Posts